Search DogarPak

Khushbu Bhi Us Ki Tarz-e-Pazeerai Par Gai - Parveen Shakir

Khushbu Bhi Us Ki Tarz-e-Pazeerai Par Gai
Dheere Se Mere Hath Ko Choo Kar Guzar Gai,

Aandhi Ki Zadd Mein Aaye Howe Phool Ki Tarah
Main Tukre Tukre Ho Kay Fizaa Mein Bekhar Gai,

Shakhun Ne Phool Pehne Thay Kuch Qabal Hi
Kiya Ho Giya, Qaba-e-Shajar Kiyon Utar Gai,

Un Ungliyon Ka Lams Tha Aur Meri Zulf Thi
Gaysu Bikhar Rahe The To Qismat Sanwar Gai,

Utre Na Mere Ghar Woh Mahtaab Rang Log
Meri Dua-e-Neem Shahi Be Asar Gai...

No comments:

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
type='text/javascript'/>